Rishi Kapoor was an Indian actor, director and producer known for his work in Hindi cinema. He received the National Film Award for Best Child Artist for his debut role in his father Raj Kapoor’s 1970 film Mera Naam Joker.

Born: 4 September 1952, Chembur, Mumbai

Died: 30 April 2020, Sir H. N. Reliance

Song Details~

Song : Main Shayar To Nahin
Album : Bobby (1973)
Singer : Shailendra Singh
Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Anand Bakshi

मैं शायर तो नहीं

LYRICS

Main shayar toh nahi
main shayar toh nahi
magar yeh haseen
jab se dekha maine tujhko
mujhko shayari aagayi
main shayar toh nahi
magar yeh haseen
jab se dekha maine tujhko
mujhko shayari aagayi

Main aashisq toh nahi
magar yeh haseen
jab se dekha maine tujhko
mujhko aashique aagayi
main shayar toh nahi

Pyaar ka naam
maine suna tha magar
pyaar kya hai yeh mujhko
nahi thi khabar
Pyaar ka naam
maine suna tha magar
pyaar kya hai yeh mujhko
nahi thi khabar
main toh uljha
uljhano ki tarah
doston mein raha
dushmanon ki tarah
main dushman toh nahi
main dushman toh nahi
magar yeh haseen
jab se dekha maine tujhko
mujhko dosti agayi
main shayar toh nahi …

Sochta hun agar mein
duwa maangta
haath apne utha kar
mein kya maangta
Sochta hun agar mein
duwa maangta
haath apne utha kar
mein kya maangta
jabse tujhse mohabbat
main karne laga
tabse jaise ibaadat
main karne laga

Main kaafir toh nahi
ho Main kaafir toh nahi
magar yeh haseen
jab se dekha maine tujhko
mujhko bandagi aagayi

main shayar toh nahi
magar yeh haseen
jab se dekha maine tujhko
mujhko shayari aagayi
main shayar toh nahi …